Accurate Fitting Guaranteed
Find your exact fit before ordering. All StepEase shoes, sneakers, and medicated slides are made according to standard Pakistani sizing.
Zero Size Risk: 100% Open Parcel & 14-Day Free Exchange
Rider ke samnay parcel khol kar shoes pehan kar check karein. Agar size ka masla ho, hamare WhatsApp helpline par rabta karke easily exchange karwayein.
Measure heel-to-toe foot length in centimeters for the most accurate fit.
| Pakistan / EU | UK Size | US Size | Foot Length (cm) | Inches |
|---|---|---|---|---|
| Size 39 | 5.5 | 6.5 | 24.5 cm | 9.6" |
| Size 40 | 6.5 | 7.5 | 25.0 cm | 9.8" |
| Size 41 | 7.5 | 8.5 | 25.8 cm | 10.2" |
| Size 42 | 8.5 | 9.5 | 26.5 cm | 10.4" |
| Size 43 | 9.5 | 10.5 | 27.2 cm | 10.7" |
| Size 44 | 10.5 | 11.5 | 28.0 cm | 11.0" |
| Size 45 | 11.0 | 12.0 | 28.8 cm | 11.3" |
Farsh par deewar ke saath ek paper sheet rakhein aur apni aeri (heel) deewar se sata kar paper par khare ho jayein.
Pencil ko bilkul seedha 90° angle par pakrein aur apne sab se lambay anguthay ke aagay seedha nishan lagayein.
Deewar se nishan tak centimeters (cm) mein paimaish karein aur oper chart se matching shoe size select karein.
Cash on delivery & 100% Open Parcel available across Pakistan.